GOOD NEWS - PUBG Unbanned In India | Tencent Reply On PUBG Ban In India | PUBG Unbanned in India Today

 

GOOD NEWS - PUBG Unbanned In India | Tencent Reply On PUBG Ban In India | PUBG Unbanned in India Today
GOOD NEWS - PUBG Unbanned In India

GOOD NEWS - PUBG Unbanned In India | Tencent Reply On PUBG Ban In India | PUBG Unbanned in India Today

PUBG Unbanned In India

Hy Guys, 


Finally PUBG MOBILE ki taraf se Good News nikal kar aa rhi hai, jiske ander yah kha gya hai ki,hamari PUBG MOBILE unban ho jayegi, and oficial with proof dekhne wala hu, kyuki abhi abhi jo unki chat hua hai indian government ke sath main, and jo indian developer hai unke sath main touch ho chuka hai. 


yaha pe PUBG MOBILE ban ji haa dosto PUBG MOBILE pe yah reletion hai ki yha pe Tencent game jo PUBG MOBILE ke official developer hai to unhone yah news ke ander officilly alounce kra hai, ki vo indian gaming community ko reach kr chuke hai, iska basically matlab ye hota hai, jo bhi hamare india ke player hai ya nhi badi badi indian ki gaming community hai, unse vo kar chuke hai touch main.


Vo actully isliye hua hai ki kyuki ki yha par hamri gavernment ke sath me jo hamari metting thi vo complete ho chuki hai. Uske bad ka jo prosizer hota haina so uske baad ka prosizer ye hai ki unko indian gamming community ke touch me krna hai so iska yah matlab hota hai. Jee haa dosto hamari indian government ne hari jhandi dikha di hai. 


Mera matlab hai unban ka kah diya hai. Tabhi vo aage ka prosizer ko follow kar rhe hai and itna hi nhi unka ye bhi kahna hai ki unke tornament hone wale the vo bhi unhone ek baar ke liye temprely rock diye hai so unko kaphi jyada lose isse ho rha hai and  itna hi nhi jo bhi PUBG MOBILE ke organization esport ke unse unhone contact kar liya hai and abhi baat chal rhi hai 


kya kuch age prosizer dikhaye jaye goverment ko ki vo jaldi se jaldi se jaldi hamari PUBG MOBILE ko vapas la ske PUBG ko unban kar sake. To dosto ye to kaphi jya achhi baat ho jati hai and dosto unhone ek or chiz confirm kar di hai ki vo tencent game ke sath me apni partnership nhi todne wale.


What is PUBG MOBIIE


PUBG MOBILE ka matlb tencent h dosto Blue hole compnay vo actually me reach ni karegi agar tencent ki game h to khud v khud reach karegi government se baat karegi and ye sara kuch prosizer usko hi sabhalna h. 


to bhai PUBG MOBILE kuch bhi nhi kr skti es chiz ke bich me sab kuch tencent ko hi krna hai jo remove karegi so tencent ko hi krna h to yese hi nhi bol skti government ko ki ham hat rhe hai to ye kaphi acchi news nikal ke aati hai. i hope kafi jaldi ye reach kr lenge and eske ane ke bad hamari PUBG MOBILE hame wapas mil jayegi.


And dosto es 2 din ke ban me hi 34 Billion Dollor se bhi jayada only 10% ke hisab se tensent game ko lose ho chuka haiso jayada se jyada jaldi kosi kare ki unko sudharne ki game vapas aa jaye adnd guys jo update aane wala tha 8th september ko usko bhi ek baar india ke ander rok rhe hai ki vo update ke ander kafi jyada privacy policy accourding to indian government chane kar rhe hai ta ki unki jo bhi privacy policy hoti hai vo agreement ke ander change kar paye according to india.


And dosto mere ko ek chiz pta lagi hai ki china ke ander jo bhi koi ragister company ye dosto china government ka rule hai  chine ke ander jo bhi koi ragister company ati hai online so usko basicaly vaha per ye rgister krna padta hai ki vo apna data jarur dikhayegi so yaha pe aake kam atak jata hai esliye games ban hoti hai esliye company ban hoti hai kyuki china government ka ye rule hai agar unko vahar ki company ya fir vahar ka kahi pe bhi apne chiz pulish kr rhe hai 


unko china government ko data dena parega agar ye nhi hua to tensent ko apni location change krni padegi ya fir tencent ko hatna hi padega apne PUBG MOBILE ki taraf se PUBG MOBILE wale khud hi hata denge kyuki bluehole company etna bada lose nhi dekh skti kyuki PUBG PC jitni bhi version hai sabse jyada profit hamari PUBG MOBILE se hua hai 


So dekhte hai ki yaar ye game kab tak vapas aati hai baki yaar tension wali koi bat nhi hai game vapas aajayegi bs praivacypolicy change hone ke baad to doto apke dimag me kya chal rha hai commrnt me jarur batana. Thank You...



Tags : PUBG Unbanned In India, pubg banned in india, pubg banned in india news, will pubg get banned in india, pubg mobile banned in india, if pubg is banned, pubg launch date in india,
pubg owner name and country, pubg for laptop,

Comments